Roman script

jo na chhote hai na bade badi mushkil me wo pade 
jo na chhote hai na bade badi mushkil me wo pade 
unki mushkilo ka ahsas nahi unke liye waqt kisi ke pas nahi 
ho jo na chhote hai na bade badi mushkil me wo pade 
unki mushkilo ka ahsas nahi unke liye waqt kisi ke pas nahi 
ho jo na chhote hai na bade badi mushkil me wo pade 
unke liye na to dar ki duniya unke liye na to bahar ki duniya
na is kinare na us kinare na is kinare na us kinare
pir bade bade hai wo khade jo na chhote hai na bade 
badi mushkil me wo pade unki mushkilo ka ahsas nahi
unke liye waqt kisi ke pas nahi ho jo na chhote hai na bade 
badi mushkil me wo pade 
humko sabhi har bat pe toke jo kuch kare wahi karne se roke
humko sabhi har bat pe toke kare hum kisi se pyar 
chhina ye bhi adhikar kare hum kisi se pyar 
chhina ye bhi adhikar mele me hum to akele khade
jo na chhote hai na bade badi mushkil me wo pade 
unki mushkilo ka ahsas nahi unke liye waqt kisi ke pas nahi 
ho jo na chhote hai na bade badi mushkil me wo pade

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shailendra Singh, Kishore Kumar