Roman script

jo mujhe bhula ke chale gaye

mujhe yaad unki sataye kyun

jo mujhe bhula ke chale gaye

mujhe yaad unki sataye kyun

jo kisi ka ban ke rah na sake

wo kisi ko apna banaye kyun

tera pyar ek bahana tha

ek do ghadi ka fasana tha

tera pyar ek bahana tha

ek do ghadi ka fasana tha

mujhe umar bhar ka rulana tha

koi char din ko hansaye kyun

jo mujhe bhula ke chale gaye

mujhe yaad unki sataye kyun

wo din na rahe wo na raate rahi

na wo tum rahe na wo baate rahe

wo din na rahe wo na raate rahi

na wo tum rahe na wo baate rahe

wo bahar aayi chali gayi

dil uspe aasu bahaye kyun

jo mujhe bhula ke chale gaye

mujhe yaad unki sataye kyun

Explore this song