Roman script

Sapna Sach Ho Jaye
Sapna Sach Ho Jaye
janam janam ka pyasa man re 
janam janam ka pyasa man re 
dard se sab sukh paye 
dard se sab sukh paye 
maine apni in aankho me 
maine apni in aankho me 
aisa geet banaya 
maine apni in aankho me 
aisa geet banaya 
hit ke maare paer jame hai 
man ka rang samaye 
isme jaan agar aa jaye 
sapna sach ho jaye 
sapna sach ho jaye 
jaise taare chhye gagan me 
sukh bikhre mere jeevan me 
jaise taare chhye gagan me 
sukh bikhre mere jeevan me
yaad bane me raman pyara 
yaad bane
yaad bane 
yaad bane me raman pyara 
yaad bane me raman pyara

Song details

Song video

Watch on YouTube