Roman script

jo gumshuda aankhon mein hai

jo ankahi saanson mein hai, daastaan wahi labjo mein kaho

dil ki baaton ko dil mein rehane do, nazar se nazar se kehane do

hongi hongi hongi varna badnamiya

jo gumshuda aankhon mein hai, jo ankahi saanson mein hai

daastaan wahi labjo mein kaho

kaatil badi tanhaayiya taklif de abb duriya

samajha karo khaamoshiya achchi nahi sarghoshiya

jawaabon mein tum, sawaalo mein tum, hamesha rahe khayaalon mein tum

tumase hai meri madhoshiya

dil ki baaton ko dil mein rehane do, nazar se nazar se kehane do

hongi hongi hongi varna badnamiya

tum jo mile raahat mili, jine ki bhi chaahat mili

dil aashana tumase huwa, puri huyi meri duwa

meri jismo jaan pe chaaya raha, panaaho mein tum samaaye raha

kehati hai meri betaabiya

dil ki baaton ko dil mein rehane do, nazar se nazar se kehane do

hongi hongi hongi varna badnamiya

jo gumshuda aankhon mein hai, jo ankahi saanson mein hai

daastaan wahi labjo mein kaho

Explore this song