Roman script

jo gumshuda aankhon mein hai

jo ankahi saanson mein hai

daastaan wahi labjo mein kaho

dil ki baaton ko dil mein rehne do

nazar se nazar se kehne do

hongi hongi hongi varna badnamiya

jo gumshuda aankhon mein hai

jo ankahi saanson mein hai

daastaan wahi labjo mein kaho

kaatil badi tanhaaiya taklif de ab duriya

samjha karo khaamoshiya

acchi nahi sarghoshiya

jawaabon mein tum, sawaalo mein tum

hamesha rahe khayaalon mein tum

tumse hai meri madhoshiya

dil ki baaton ko dil mein rehne do

nazar se nazar se kehne do

hongi hongi hongi varna badnamiya

tum jo mile raahat mili, jine ki bhi chaahat mili

dil aashna tumse hua, puri huyi meri dua

meri jismo jaan pe chaaye raha

panaaho mein tu samaaye raha

kehti hai meri betaabiya

dil ki baaton ko dil mein rehne do

nazar se nazar se kehne do

hongi hongi hongi varna badnamiya

jo gumshuda aankhon mein hai

jo ankahi saanson mein hai

daastaan wahi labjo mein kaho

Explore this song