Roman script

jawan tak aakar ruk gayi wo baat saari

kahne ko jinko ek bhi lamha nahi tha

kaise phisla tumhara haath mere haatho se

beparwaah kabhi aisa toh mein hota nahi tha

jo ghum hua hai

sang use dhundhte hai

humko pata hai

rehta wo yahin kahin hai

teri awaaz ne, awaaz bhi na di humko

palat kar dekhe humko, bhi mauka nahi tha

humne chaha rok le

apne haatho mein

waqt phisalta hi raha

uspe pehra nahi tha

bhar lo baahon mein ki

aaj mujhe neend aaye

tere bina kayi raaton se soya nahi tha

Explore this song