Roman script

jo gaya woh gaya woh gaya woh gaya

jo gaya woh gaya woh gaya woh gaya

jo gaya woh gaya jo aayega dekha jayega

hey jo diya ho gaya, hona hai jo woh ho jayega

na tu kisi manjil me, na aane wale kal me

sare jahan ki sari khushi hai, yaha abhi isi pal me

jo gaya woh gaya jo aaye ga dekha jayega

kal toh hai hawa jo na ruke na hath aaye

jisko dekha hai na kisne jane kya woh sath laye

paas ham hai aaj tum ho phir ho na ho chahe kal me

sare jahan ki sari khushi hai, yaha abhi isi pal me

jo gaya woh gaya jo aayega dekha jayega

hey jo diya ho gaya, hona hai jo woh ho jayega

Explore this song