Roman script

din hai jawani ke char, kal ka na kar intzaar

din hai jawani ke char, kal ka na kar intzaar

jiski jawani me josh hai, woh sabse khana badosh hai

ho jo chaha wahi pa liya, jisne ye hausla kiya

uske liye hai duniya duniya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

har ek hasi chiz ko pyar kar

har game ko jeet le haar kar

jiski tabiyat rangin hai, jannat se jyada hasin hai

ho jaan pe khelta rahe, dar jiske naam se dare

uske liye hai

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

ek raat me sau baras ka nasha

ek pal me ek zindagi ka maja

jo kuchh kiya hosh me hi kiya

jab tak jiya masti me hi jiya

ho mitha mitha gham bhula diya

jisne bhi ye nasha kiya

uske liye hai duniya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

Explore this song