Roman script

jo bhi chahe parbal vidhata

jo bhi chahe parbal vidhata aakhir wo hi hota hai 

apradhi hota jo hari ka yaha wo ek din rota hai 

jo bhi chahe parbal vidhataaakhir wo hi hota hai 

apradhi hota jo hari ka yaha wo ek din rota hai 

shri sataynarayan sataynarayan

sataynarayan shri sataynarayan

jaisi karni waisi bharni 

yaad ye rakhna parani yaad ye rakhna parani

parbhu puja tune thukrai

ye kaisi nadani ye kaisi nadani

jo bhagwan ko bhule jag me

jo bhagwan ko bhule jag me

wo hi sab kuch khota hai 

apradhi hota jo hari ka yaha wo ek din rota hai 

shri sataynarayan sataynarayan

sataynarayan shri sataynarayan

jo kuch hota hai duniya me

jo kuch hota hai duniya me

ishwar ka sab khel hai bhikh mangti hai saithani

bhikh mangti hai saithani sahukar ko jail hai 

wo waisa hi phal payega

wo waisa hi phal payega jo jaisa hi bota hai 

apradhi hota jo hari ka yaha wo ek din rota hai 

shri sataynarayan sataynarayan

sataynarayan shri sataynarayan

jo kuch bhul hui jivan me usko ab tu bhul re

us malik ki karpa phale to kante banenge phul re

shama kare wo shama kare wo jo ashuvan se 

parbhu charno ko dhota hai

apradhi hota jo hari ka yaha wo ek din rota hai  

jo bhi chahe parbal vidhata aakhir wo hi hota hai 

apradhi hota jo hari ka  yaha wo ek din rota hai 

shri sataynarayan sataynarayan

sataynarayan shri sataynarayan

shri sataynarayan shri sataynarayan

Explore this song