Roman script

jo bhi bura bhala hain, allah janta hain 

bande ke dil me kya hain, allah janta hain 

ye farsho arsh kya hain, allah janta hain 

pardo me kya chhipa hain, allah janta hain 

ja kar jaha se koyi, wapas nahi hain aata 

wo kaun si jagah hain, allah janta hain 

neki badi ko apni, kitna hi tu chhipaye 

neki badi ko apni, kitna hi tu chhipaye 

allah ko pata hain, allah janta hain 

allah ko pata hain, allah janta hain 

ye dhup chhanv dekho, ye subah shaam dekho 

sab kyu ye ho raha hain, allah janta hain 

kismat ke naam ko to, sab jante hain lekin 

kismat me kya likha hain, allah janta hain 

jo bhi bura bhala hain, allah janta hain 

bande ke dil me kya hain, allah janta hain 

ye farsho arsh kya hain, allah janta hain 

pardo me kya chhipa hain, allah janta hain 

allah janta hain, allah janta hain 

allah janta hain, allah janta hain 

allah janta hain, allah janta hain 

allah janta hain, allah janta hain

Explore this song