Roman script

jiya o jiya o jiya kuch bol do

are o dil ka parda khol do

jiya o jiya o jiya kuch bol do

are o dil ka parda khol do

ha ha jab pyar kisi se hota hai

to dard sa dil me hota hai

tum ek hasin ho lakho me

bhala pake tumhe koi khota hai, o jiya ho

jiya o jiya o jiya kuch bol do

najro se jitne teer chale

chalne do jigar par jhelenge

in pyar ki ujadi raho par

hum jan ki bazi khelenge

in do naino ki sagar me 

koi dil ki nayya dubota hai, o jiya ho

jiya o jiya o jiya kuch bol do

are o dil ka parda khol do

ha ha jab pyar kisi se hota hai

to dard sa dil me hota hai

tum ek hasin ho lakho me

bhala pake tumhe koi khota hai, o jiya ho

jiya o jiya o jiya kuch bol do

tum bhi to is aag me jalte ho

chehre se baya ho jata hai

har bat pe aahe bharte ho

har bat pe dil bhar jata hai

jab dil pe churiya chalti hai

tab chain se koi sota hai, o jiya ho

jiya o jiya o jiya kuch bol do

are o dil ka parda khol do

ha ha jab pyar kisi se hota hai

to dard sa dil me hota hai

tum ek hasin ho lakho me

bhala pake tumhe koi khota hai, o jiya ho

jiya o jiya o jiya kuch bol do

are o dil ka parda khol do

Explore this song