Roman script

jiya nahi laage ho

mera mna nahi laage tere bina

balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja

ho balam ghar aaja

jiya nahi laage ho

mera mna nahi laage tere bina

balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja

ho balam ghar aaja

chhod gayi mohe baali umariya ho

baali umariya

o chali jawani nayi dagariya ho, nayi dagariya

o hardam dar hai ho mohe hardam dar hai

mitne ka

balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja

ho balam ghar aaja

raat raat mohe nind na aaye ho

nind na aaye

o jane kiski yaad sataye ho

yaad sataye

chhup jaye chanda ho

o haye chhup jaye chanda aankh laga

balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja

ho balam ghar aaja

chhed chhed mohe puchhe sakhiya ho

puchhe sakhiya

kisko dhundhe teri ankhiya ho

teri ankhiya ho

kya batlau ho main kya batlau tu hi bata

balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja

ho balam ghar aaja

jiya nahi laage ho

mera mna nahi laage tere bina

balam ghar aaja re ho sajan ghar aaja

ho balam ghar aaja

Explore this song