Roman script

honge kabhi ham juda honge kabhi ham juda 

maine ye socha na tha ye sitam tu bata kyu hua

jiya na jaye tere bin sathiya 

yado me tu hai raat din sathiya 

aaye aur jaye mausam mujhko tanhai ka gam 

mushkil safar punchu kise manjil kaha 

dil ka to haal hai aise sahra me phool ho jaise 

viran hai mera jaha 

mujhko nahi hai khabar kiski lagi hai najar 

ye sitam tu bata kyu hua 

jiya na jaye tere bin sathiya 

yado me tu hai raat din sathiya 

gum sum hai pagal naina mahfil me tanha rahna 

ho bekadar kyu ishk ko rusva kiya 

mujhse takdir bhi ruthi dil ki ummid na tuti 

tutegi ye khamoshiya 

tum the mere hamsafar kiski lagi hai najar 

ye sitam tu bata kyu hua 

jiya na jaye tere bin sathiya 

yado me tu hai raat din sathiya 

honge kabhi ham juda honge kabhi ham juda 

maine ye socha na tha ye sitam tu bata kyu hua

jiya na jaye tere bin sathiya 

yado me tu hai raat din sathiya

Explore this song