Roman script

jiya me laaga more baan preet ka

jiya me laaga more baan preet ka

ghayal hai arman preet ka

ghayal hai arman preet ka

jiya me laaga more baan preet ka

jiya me laaga more baan preet ka

bin kaajar the naina kale

bin kaajar bin kajhar

bin kaajar the naina kale

the chitvan ke baan nirale

haar na mane hum dilwale

hum dilwale hum dil wale

jiya me laaga more baan preet ka

gayal hai arman preet ka

jiya me laaga more baan preet ka

tarpat tarpat rain gujaru

tarpat tarpat tarpat  

tarpat tarpat rain gujaru

sari raina panth niharu

baanke papiha pee ko pukaru

pee ko pukaru pee ko pukaru

jiya me laaga more baan preet ka

gayal hai arman preet ka

jiya me laaga more baan preet ka

man ki agan se deep jalau

man ki agan se deep jalau

har dam deepak raag sunau

sari umariya gaana gaau

gaana gaau gaana gaau

jiya me laaga more baan preet ka

jiya me laaga more baan preet ka

gayal hai arman preet ka

gayal hai arman preet ka

jiya me laaga more baan preet ka

Explore this song