Roman script

jiya main na jiya reza reza mera jiya

jiya main na jiya reza reza mera jiya

mai begaana sa tha deewana sa

mujhko teri chaahat me basa diya

jiya main na jiya

jiya main na jiya main na jiya

ho likhu hawaao pe main naino se naam tera

ho saaye se mai haatho ke saaya lu thaam tera

ishq ka tu haraf jiske chaaro taraf

meri baaho ke ghere ka bane hashiya

jiya main na jiya reza reza mera jiya

jiya main na jiya main na jiya

naina firozi nehar, khwaabo ke paani me ghar

aise hu me tere bin sehra ki jaise sehar

saans me tu bhare do jahaan se pare

aake tujhse milu main mere sathiya

jiya main na jiya reza reza mera jiya

jiya main na jiya main na jiya

Explore this song