Roman script

o jiya lahraye khushi me uda jaye

na jane ise kya ho gaya 

o jiya lahraye khushi me uda jaye

na jane ise kya ho gaya 

o chhed di ragini in hawao ne kya

rang bikhra diye in ghatao ne kya

o chhed di ragini in hawao ne kya

rang bikhra diye in ghatao ne kya

o kali khil jaye mera dil gaaye

na jane ise kya ho gaya 

o jiya lahraye khushi me uda jaye

na jane ise kya ho gaya 

o aaj mane nahi haye meri najar

lakh roku ise jane dekhe kidhar

o aaj mane nahi haye meri najar

lakh roku ise jane dekhe kidhar

o kabhi muskaye kabhi ye sharmaye

na jane ise kya ho gaya 

o jiya lahraye khushi me uda jaye

na jane ise kya ho gaya 

o dil ki dhadkan bhi kya geet gaane lagi

mujhe apne se bhi shram aane lagi

o dil ki dhadkan bhi kya geet gaane lagi

mujhe apne se bhi shram aane lagi

o aankh jhuk jaye kadam ruk jaye

na jane ise kya ho gaya 

o jiya lahraye khushi me uda jaye

na jane ise kya ho gaya

Explore this song