Roman script

jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho
jiya kho gaya
jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho
jiya kho gaya
gair hai phir bhii tu mujhko apna lage
terii har baat chahat ka sapna lage 
gair hai phir bhii tu mujhko apna lage
terii har baat chahat ka sapna lage 
jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho
jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho
jiya kho gaya
uthate uthate jhuku, jhukte jhukte uthu
aur takra gai do nigahe
phul se khil gaye dil se dil mil gaye
jaise milti hai manzil se rahe 
uthate uthate jhuku, jhukte jhukte uthu
aur takra gai do nigahe
phul se khil gaye dil se dil mil gaye
jaise milti hai manzil se rahe 
jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho
jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho
jiya kho gaya
mujhko apne pe bhii laaj aane lagii
mai akele me chhup chhup ke gane lagi
mujhko apne pe bhii laaj aane lagii
mai akele me chhup chhup ke gane lagi
jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho 
jiya kho gaya ho tera ho gaya
mai kahu to kahu kaise ho 
jiya kho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube