Roman script

jiya ka diya piya tim tim hoye

jiya ka diya piya tim tim hoye

bujh na jaye na jaye na jaye ram

bujh na jaye na jaye na jaye ram

bujh na jaye na jaye na jaye ram

tore bina more man ki koyaliya

tore bina more man ki koyaliya

saiya na gaye na gaye na gaye ram

saiya na gaye na gaye na gaye ram

saiya na gaye na gaye na gaye ram

aaja bedardi khoj thaki mai

aaja bedardi khoj thaki mai

kahe sataye sataye sataye ram

kahe sataye sataye sataye ram

kahe sataye sataye sataye ram

tu kise bulaye banwari gauri

tu kise bulaye banwari gauri

tu kise bulaye kise pukare

kise kahe apna o ri

tu kise bulaye bawri gauri

tu kise bulaye bawri gauri

jispe tu marti hai wo khusiya manata hai

jispe tu marti hai wo khusiya manata hai

nadiya kinare teri saut chhod jata hai

nadiya kinare teri saut chhod jata hai

wo tera nahi hai bhula use gauri

wo tera nahi hai bhula use gauri

aayi aayi re aayi aayi re 

aayi aayi re aayi aayi re 

aayi aayi re bahaar aayi aayi re 

aayi aayi re aayi aayi re 

aayi aayi re bahaar aayi aayi re 

man man ke kali muskayi re muskayi re 

man man ke kali muskayi re muskayi re

aayi aayi re aayi aayi re 

aayi aayi re bahaar aayi aayi re 

kaali kaali raat gayi piya jab aaye re

kaali kaali raat gayi piya jab aaye re

khushiyo ke sath sunhere din aaye re

khushiyo ke sath sunhere din aaye re

aaye aaye re sunhere din aaye re

aaye aaye re sunhere din aaye re

man man ki kali muskayi re 

aayi aayi re aayi aayi re 

aayi aayi re bahaar aayi aayi re

Explore this song