Roman script

jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai

aaja more balma, tera intazaar hai

jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai

aaja more balma, tera intazaar hai

o suraj dekhe chanda dekhe sab dekhe ham tarse ho

sab dekhe ham tarse 

o suraj dekhe chanda dekhe sab dekhe ham tarse ho

sab dekhe ham tarse 

jaise barse koi badariyaa vaise ankhiya barase 

jaise barse koi badariyaa vaise ankhiya barase 

vaise ankhiya barase 

jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai

aaja more balma, tera intazaar hai

jiya beqaraar hai

o naino se ek taara tute mitti me mil jaaye ho

mitti me mil jaaye 

o naino se ek taara tute mitti me mil jaaye ho

mitti me mil jaaye 

aansu ki barasaat balmava dil me aag lagaaye 

aansu ki barasaat balmava dil me aag lagaaye 

dil me aag lagaaye, dil me aag lagaaye  

jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai

aaja more balma, tera intazaar hai

jiya beqaraar hai 

o tujhko nazre dhundh rahi hai mukhda to dikhla jaa ho

mukhda to dikhla jaa 

o tujhko nazre dhundh rahi hai mukhda to dikhla jaa ho

mukhda to dikhla jaa 

raste par hu aas lagaaye jaane vaale aa jaa 

raste par hu aas lagaaye jaane vaale aa jaa 

jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai

aaja more balma, tera intazaar hai

jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai

aaja more balma, tera intazaar hai

Explore this song