Roman script

jivan panchhi ud kar aaye
prbhu charn mein jaye
prbhu charn mein jaye
jivan panchhi ud kar aaye
prbhu charn mein jaye
prbhu charn mein jaye
lobhi pinjra papi jag mein
lobhi pinjra papi jag mein
dil pe thokar gaye
dil pe thokar gaye
jivan panchhi ud kar aaye
prbhu charn mein jaye
prbhu charn mein jaye
jiske liye tha tera jivan 
jiske liye tha tera jivan 
usne banaya maut ko sajan
usne banaya maut ko sajan
maa ki jhuthi dulhan ko 
maa ki jhuthi dulhan ko 
tu kyo man mein laaye
jivan panchhi ud kar aaye
prbhu charn mein jaye
prbhu charn mein jaye

Song details

lyricist: Kaifi, Mustafa, S Sardesai