Roman script

jitne channel tv ke ah tv ke 
utne nakhre biwi ke ha biwi ke
jitne channel tv ke ah tv ke
utne nakhre biwi ke ha biwi ke
arey jitne channel tv ke utne nakhre biwi ke 
tv chale remote se remote se 
biwi chale hain note se note se 
tv chale remote se remote se 
biwi chale hain note se note se 
channel badal badal ke dekho biwi ko na badlo tum
arey tumne aisa kiya agar toh fas jaaoge sambhlo tum
black and white wife hain toh tum usko rangeen bana do
arey rang bharo isme sapno ke isko aur rangeen bana do
jitne channel tv ke utne nakhre biwi ke 
tv chale remote se remote se 
biwi chale hain note se note se
tv chale remote se remote se 
biwi chale hain note se note se
subah savere chaaay ki pyali lake dil behlati hain
kabhi kabhi gussa karti hain phir woh maan bhi jaati hain
arey mano mera kehna mano biwi se na daga karo
arey yahi tumhare kaam aayegi biwi se tum wafa karo
jitne channel tv ke utne nakhre biwi ke 
tv chale remote se remote se 
biwi chale hain note se note se
tv chale remote se remote se 
biwi chale hain note se note se
tv chale remote se remote se 
biwi chale hain note se note se

Song details

singer: Sonu Nigam, Krishna

actor: Sanjay Dutt, Fardeen Khan, Zayed Khan