Roman script

jitna bhulaoge mujhe 

utna hi main yad aaunga 

jitna bhulaoge mujhe 

utna hi main yad aaunga

jitna bhulaoge 

dil ki khushi le jaunga

dil se bhula kar dekh lo 

dag ae jigar ban jaunga

daman bacha kar dekh lo 

aankho hi me chhip jaunga

aankhe chura kara dekh lo 

dil ki tadap bankar tumhe 

umarbhar tadpaunga

jitna bhulaoge mujhe 

utna hi main yad aaunga

jitna bhulaoge 

mujhko bhulana chahte ho 

to bhula kar dekh lo

gar aajmana chahte ho 

aajma kar dekh lo 

jao kisi ki aankh se 

aankhe mila kar dekh lo 

har aankh ki putali me main

tumko najar aa jaunga

jitna bhulaoge mujhe 

utna hi main yad aaunga

jitna bhulaoge

Explore this song