Roman script

jisko humne apna samjha, wo nikla begana

shisha jaise tut raha ho, tuta dil deewana

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana

dil ki manjil aur kahin hai, aur kahin ab jana

mere khayalo mein sirf tum ho, bhulau tumko kaise

chale gaye ho dur itne, bulau tumko kaise

kyun maine ki hai ye bewafayi, batau tumko kaise

meri sunoge to ro padoge, rulaau tumko kaise

jiski kismat mein ho rona, usko kya bahlana

jiski kismat mein ho rona, usko kya bahlana

shisha jaise tut raha ho, tuta dil deewana

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

tumhe jagakar main so sakungi 

ye to nahi hai mumkin

mujhe pata hai, main jaanti hu 

jeena hai kaise tum bin

agar tumhe bhi hai dard itna 

to kyun juda ho mujhse

tumhare dil mein na koyi shikwa 

to kyun khafa ho mujhse

likha jo rab ne wahi to hoga, likha hai jo afsana

likha jo rab ne wahi to hoga, likha hai jo afsana

dil ki manjil aur kahin hai, aur kahin ab jana

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

jisko humne apna samjha, wo nikla begana

shisha jaise tut raha ho, tuta dil deewana

kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana

dil ki manjil aur kahin hai, aur kahin ab jana

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge

Explore this song