Roman script

jiske dil pe chot lagi ho dard usi ko hota hai 

jiske dil pe chot lagi ho dard usi ko hota hai 

hasne wala hasta hai rone wala rota hai 

hasne wala hasta hai rone wala rota hai 

meri aankh se nikla aansu ya moti ya pani hai

kahne wale jo bhi kah le sab ki alag kahani hai

roj hi dhalta sham ko suraj roj hi sawera hota hai

jagne wala jagta hai sone wala sota hai

jagne wala jagta hai sone wala sota hai

mere dil mai jakhm bahot hai jakhmo keena koi dava 

jeena kitna mushkil ho jab saaso se jab lad jaaye hava 

kaun hai apna kaun paraya sab najro ka dhokha hai 

milne wala milta hai khone wala khota hai 

milne wala milta hai khone wala khota hai 

hasne wala hasta hai rone wala rota hai

Explore this song