Roman script

ek din kisi fakir ne ek baat kahi thi

ab ja ke dil ne mana mana vo baat sahi thi

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

mai nahi kehta 

mai nahi kehta kitabo me likha hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

ha khuda hai yaaro

hum to kya hai 

hum to kya hai vo farisato ko ajmata hai

hum to kya hai vo farisato ko ajmata hai

bana kar hum ko mitata hai fir banata hai

adami tut ke 

adami tut ke sau bar juda hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

ha khuda hai yaaro

imtahano ka yaha daur yuhi chalta hai

imtahano ka yaha daur yuhi chalta hai

aandhiyo me bhi ummido ka diya jalta hai

kal ki ummid pe 

kal ki ummid pe insan jiya hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

ha khuda hai yaaro

kab talak humse

kab talak humse ye takdir bhala ruthegi

kab talak humse ye takdir bhala ruthegi

in andhero se ujale ki kiran chhutegi

gum ke daman me ho 

gum ke daman me kahi chain chhupa hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

ha khuda hai yaaro

mai nahi kahta 

mai nahi kahta kitabo me likha yaaro

jiska koi nahi uska to khuda hai yaaro

ha khuda hai yaaro

Explore this song