Roman script

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro 

ha khuda hain yaro

mai nahi kehta

mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro

ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro

jisne paida kiya duniya me wahi palega 

ha wahi palega

jisne paida kiya duniya me wahi palega

ham ko har mod pe, har julm se bacha lega

apane bando se

apane bando se kaha kab woh juda hain yaro

jiska koi nahi

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro

ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro

julm insan ka jab had se gujar jata hai 

ha gujar jata hai

julm insan ka jab had se gujar jata hai

woh kisi aur hi surat me paas aata hai

anaginat rup me woh ham se mila hain yaro

jiska koi nahi

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro 

ha khuda hain yaro

mai nahi kehta

mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro

ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro

ha khuda hain yaro, ha ha khuda hain yaro

Explore this song