Roman script

Badla nahi hain kuch bhi

Yunhi khamakha

Koi toh hai wajah suno

Thehri hoon main toh

Chalta jaaye rasta

Jaadu hai har jagah suno

Tu jo mere saath hai

Pal pal nayi baat hai

Khwabon mein hai tu mere

Ya sach mein hai saamne chehra tera

Jise kehte pyar hai

Hua tumse yaar hai

Hmm.. jise kehte pyaar hai

Hua tumse yaar hai

(sargam)

Kyun mere sar pe

Lag pada udne

Ye patangon sa aasmaan

Inn hawaaon mein

Hai ishq tera

Mehsoos maine kar liya

Aane se tere

Dhadke hai dil yeh mere

Saath hoon main bhi, saans hai*

Haan aisi thi zindagi pehle kahan

Jisey kehte pyaar hai

Huaa tumse yaar hai

Ho.. jise kehte pyaar hai

Hua tumse yaar hai

Yeh sabhi mausam ho rahe apne

Kal talak thhe jo ajnabi

Yeh safar yunhi le chala aage

Piche ab raahein na rahi

Saari khwahishein

Dil ki yeh farmaishein

Tune suni iss tarah

Koi duaa jis tarah sunle Khuda

Jise kehte pyaar hain

Hua tumse yaar hai

Hmm.. jise kehte pyar hai

Huaa tumse yaar hai

Wo.. jise kehte pyar hai

Hua tumse yaar hai

Explore this song