Roman script

jise dhundhti phirti hai nazar

jise dhundhti phirti hai nazar

tu wahi to nahi tu wahi to nahi

ji wahi to hu mai  ji wahi to hu mai

yaad karti hu jisko mai shamo sahar

yaad karti hu jisko mai shamo sahar 

tu wahi to nahi

ji wahi to hu mai ji wahi to hu mai

pyar karna mujhko jisne sikhla diya

pyar karna mujhko jisne sikhla diya

dil ko bahla diya dil ko bahla diya 

tu wahi to nahi ji wahi to hu mai

jisne rasta mohabbat ka dikhla diya

jisne rasta mohabbat ka dikhla diya

jina sikhla diya jina sikhla diya

tu wahi to nahi ji wahi to hu mai

tu wahi to nahi jisne dil le liya

mujhme apni mohabat ka jadu kiya

jisne aakar sajaya mere dil ka ghar

jisne aakar sajaya mere dil ka ghar

tu wahi to nahi ji wahi to hu mai

mere jiwan ka sab kuch hai tere liye

mere jiwan ka sab kuch hai tere liye

tere jiwan ka sab kuch hai mere liye

tere jiwan ka sab kuch hai mere liye

jispe kurban hai meri jano jigar

jispe kurban hai meri jano jigar

tu wahi to nahi ji wahi to hu mai

jise dhundhti phirti hai nazar

tu wahi to nahi tu wahi to nahi

ji wahi to hu mai ji wahi to hu mai

Explore this song