Roman script

kitni jalim hai ye duniya

funk dala ghar mera

jal gaya sara chaman hum 

bejaba dekha kiya

jis tarah se hum barbad huye

aisa bhi koi barbad na ho

aisa bhi koi barbad na ho

jis tarah se hum barbad huye

aisa bhi koi barbad na ho

aisa bhi koi barbad na ho

dil ki basti is tarah se lut gayi ek bhul se

jis tarah khushbu juda ho jaye najuk phul se

haye duniya kya tujhe yuhi mujhe bahlana tha

haye duniya kya tujhe yuhi mujhe bahlana tha

khaab tha jo kuch ke dekha

jo suna afsana tha

jis tarah se hum barbad huye

aisa bhi koi barbad na ho

aisa bhi koi barbad na ho

jis tarah se hum barbad huye

aisa bhi koi barbad na ho

aisa bhi koi barbad na ho

Explore this song