Roman script

nacho re sab dil bole jhum, macha do in galiyo me dhum

ki khushiya aake gale padi, raha main sehara baandhe ghum

har jagah charcha hovega, har jagah charcha hovega 

jis din mera

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega

o do ke phul das ki mala, buri najar ka ho munh kala

ho gaye ready barati ho gaye

oye suit kadakta boot chamakta

dulha main rang rut se lagta

list me check ghode hathi ho gaye

roku ab main aur kitna, dil patakha shor kitna

har koi behara hovega, jis din mera haay haay haay

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega 

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega

hai yaha bhi hai waha bhi, ho jami ya aasma bhi

har jagah uski hi surat dekhiye

main use ghar aaj lata, uske sar pe taaj lagata

hai magar parso ka mahurat dekhiye

paanv jaise dhupate me, gauri ab tak ghungate me

kab tak yeh behara hovega, jis din mera haay haay haay

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega 

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega

o nacho re sab dil bole jhum, macha do in galiyo me dhum

ki khushiya aake gale padi, raha main sehara baandhe ghum

har jagah charcha hovega, har jagah charcha hovega 

jis din mera

Explore this song