Roman script

na jaane na jaane

na jaane sab dil bole jhum, macha do in galiyo me dhum

ki khushiya aake gale padi, raha main sehara baandhe ghum

har jagah charcha hovega, har jagah charcha hovega 

jis din mera

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega

do ke phul das ki maala, buri najar ka ho muh kaala

ho gaye ready baraati ho gaye

ho suit kadkata boot chamakata

dulha main rang roop se lagata

ishq me ghode haathi ho gaye

roku abb main aur kitna, dil machaata shor kitna

har koi behara hovega, jis din mera haay haay haay

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega 

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega

hai yaha bhi hai waha bhi, ho jamin ya aasmaan bhi

har jagah uski hi surat dekhiye

main agar use aaj laata, uske sar pe taaj lagaata

hai magar parso ka mahurat dekhiye

paanv jaise dhupate me, gori abb tak ghungate me

kab tak yeh behara hovega, jis din mera haay haay haay

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega 

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega

na jaane sab dil bole jhum, macha do in galiyo me dhum

ki khushiya aake gale padi, raha main sehara baandhe ghum

har jagah charcha hovega, har jagah charcha hovega 

jis din mera

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega 

jis din mera byaah hovega, mat puchho kya kya hovega

Explore this song