Roman script

jinko tu bhul gaya unki kahani sun le

apna afsana jara meri jubani sun le

apne diwano se daman na chhuda

bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa

apne diwano se daman na chhuda

bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa

gum ke tufano me gum ke tufano me

kashti ka sahara tu hai

jinki soyi hui kismat ka sitara tu hai

jinki soyi hui kismat ka sitara tu hai

unse najre na fira bekhabar hosh me aa

bekhabar hosh me aa

apne diwano se daman na chhuda

bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa

dard ke maro ki dard ke maro ki

dunia kahi barbad na ho

mai tujhe yad dilau jo tujhe yad na ho

mai tujhe yad dilau jo tujhe yad na ho

hai kidhar dhyan tera

bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa

Explore this song