Roman script

jine diya na chain se do din bhi pyar me
jine diya na chain se 
jinda hue ko mar diya intzar ne
jinda hue ko mar diya intzar ne 
jine diya na chain se 
gum dur ho gaya gum ki dard ban gayi
bachkar fiza se ban gayi to luta bahar ne
jinda hue ko mar diya intzar ne 
jine diya na chain se 
baithe hue hai dil me tamanna liye hue
tamanna liye hue 
shayad jaga diya hamari pukar ne
jinda hue ko mar diya intzar ne 
jine diya na chain se 
tare khile hai chand bhi hai chandani bhi hai
aa jao ab to rat ki julfe sawarne
jinda hue ko mar diya intzar ne
jinda hue ko mar diya intzar ne
jine diya na chain se do din bhi pyar me
jine diya na chain se

Song details

Song video

Watch on YouTube