Roman script

jinda hai jindagi

jinda hai jindagi kuch to de jine ke liye 

jinda hai jindagi kuch to de jine ke liye

karwat badalti hai tu yaha waha yaha waha

chal padte hai le chal tu jaha jaha jaha jaha

karwat badalti hai tu yaha waha yaha waha

chal padte hai le chal tu jaha jaha jaha jaha

ankhe hai sukhi sukhi dil kyon hai rone key liye

jinda hai jindagi kuch to de jine ke liye

safed ke andar hai kala kala

muh nahi khola ankho se bola bola

safed ke andar hai kala kala

muh nahi khola ankho se bola bola

sona hai chandi hai ninde nahi sone key liye

jinda hai jindagi kuch to de jine ke liye

kyon kab jane ye kaise hua hua hua hua

age piche hai sab dhua dhua dhua dhua

kyon kab jane ye kaise hua hua hua hua

age piche hai sab dhua dhua dhua dhua

bhatakte the bhatakte hai andhero me roshni ke liye

jinda hai jindagi kuch to de jine ke liye

Explore this song