Roman script
Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Ek mera rakha hai daag Doosra hai saaf saaf Sabki nazar us pe jaaye Hay Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dekh chaand jalta hai Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dekh chaand jalta hai Rab ne kaha aye Aasmaan Usay bhej kar zameen pe hum bhi pachhtaaye Hay Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Usko dekh phoolon ko hoti hai jalan Kyonki uski khushboo mein hai sabhi magan Wo guzre door se hawa ke shor se Uske aane ka paat chale yahan sabhi ye jaane Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Saat rang duniya mein hote hain magar Aathvaan kahan hai kise hai kya khabar Jo usko dekh le vo pal mein jaanle Rang kyon karein hai koshishein rang ek banaane Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Aasmaan kehta hai rab se Tune chaand do kyon banaaye Ek mein rakha hai daag Doosra hai saaf saaf Sabki nazar us pe jaaye Hay Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dekh chaand jalta hai Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Rab ne kaha aye aasmaan Usay bhej ke zameen par hum bhi pachhtaaye Hay Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai Vohi tto hai meri hai vohi tto Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Mast 1999
- Composer: Sandeep Chowta
- Lyricist: Nitin Raikwar
Song video
cast: Urmila Matondkar, Aftab Shivdasani
language: Hindi
music label: Venus