Roman script

ye din ye mahine sal gujar jayenge mere yaar
magar itna rakhna khayal jina sirf mere liye
jina sirf mere liye kasam se, jina sirf mere liye 
jina sirf mere liye 

ab kabhi na kam ho bekarari apani
yu hi badhati jaye ye khumari apani
mujhko dhadkano me tum chhupa ke rakhna
chahato ko dil se tum laga ke rakhna
mohabbat me sara jahan kare chahe lakho sawal
magar itna rakhna khayal jina sirf mere liye
jina sirf mere liye kasam se, jina sirf mere liye 
jina sirf mere liye 
kaisi bhi ho rahein sath sath chalna
chahe badle mausam tum nahi badalna
tera mera nata ab kabhi na tute
saanso kaa ye bandhan abb kabhi na chhute
mile ham ko gam ya khushi, chahe kuchh bhi ho apna haal
magar itna rakhna khayal jina sirf merre liye
jina sirf mere liye kasam se, jina sirf mere liye 
jina sirf mere liye 
ye din yeh mahine sal gujar jayenge mere yaar
magar itna rakhna khayal jina sirf mere liye
jina sirf mere liye kasam se, jina sirf mere liye 
jina sirf merre liye
kasam se jina sirf mere liye, jina sirf mere liye 

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Babul Supriyo, Kavita Krishnamurthy

actor: Kareena Kapoor, Tusshar Kapoor