Roman script

jina bhi kya hai jina teri aankho ke bina
jina bhi kya hai jina tere hotho ke bina
jina bhi kya hai jina teri baho ke bina
jina bhi kya hai jina teri chaho ke bina
tere liye mai mere liye tu tere liye mai mere liye tu 

neeli teri aankho me jane hum kaha gum ho gaye jane ja
aake teri baho me bhige saare gam kho gaye jane ja
tere liye mai mere liye tu tere liye mai mere liye tu 
jina bhi kya hai jina teri aankho ke bina
jina bhi kya hai jina teri baho ke bina
badal jab jhumke rimjhim pyar yu barsayenge janeman
bhige mausam kabhi har pal yad aayenge hum yaha jane ja
tere liye mai mere liye tu tere liye mai mere liye tu 
jina bhi kya hai jina teri aankho ke bina
jina bhi kya hai jina tere hotho ke bina
jina bhi kya hai jina teri baho ke bina
jina bhi kya hai jina teri chaho ke bina

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Salma Agha, Bappi Lahiri