Roman script

do ghunt ne mara jhatka ab dar hai na koi khatka

koi kuch soche koi kuch samjhe

jo dil bole wo bolunga kyu thik kahi na

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

pike hua jab diwana raaz ye maine ab jana

unse miliye kaun hai wo

calucture sahab aapko bhi salam

ye hai desh ke rakhwale desh pe mar mitne wale

kisi se na darne wale manmani karne wale

public lute to lut jaye inki tijori bhar jaye

mana ji kasur hua mai nashe me chur hua

mana ji kasur hua mai nashe me chur hua

mujhko hosh me na lana kyu ke

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

aapse miliye kaun hai ye nari samaj ke sewak ji parnam

dharam ke thekedar hai ye laaz ke pahredar hai ye

ye to daya ke samandar hai kuch bahar kuch andar hai

din bhar laaj bachate hai raat ko raas rachate hai

haye o theke mana ji kasur hua

mai nashe me chur hua mana ji kasur hua

mai nashe me chur hua mujhko hosh me na lana kyu ke

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

aapse miliye aap hai kya leader ji namaskaram

ye ham sabke data hai sabke bhagay vidhata hai

chahe jise bana de ye chahe jise mita de ye

jo hona hai ho jaye hath se kursi na jaye are baap re 

mana ji kasur hua mai nashe me chur hua

mana ji kasur hua mai nashe me chur hua

mujhko hosh me na lana kyu ke

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

pike hua jab diwana raaz ye maine ab jana

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

jina agar zaruri hai to pina bahut zaruri hai

Explore this song