Roman script

naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

ho naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

jigariya, jale jigariya

kaisi kaisi kahani likhi hai

ae khuda kaisi meri rawani hai

kaisi kaisi kahani likhi hai

ae khuda kaisi meri rawani hai

panno panno pe kya ye likha hai

na main jaanu, na tu ye bataye

kaisi kaisi, ye kaisi saja hai

jale dil ka dariya

ho naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

ho naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

dard hi dard, dil ki ghataon me

aansuon ki nami, in hawao me

dard hi dard, dil ki ghataon me

aansuo ki nami, in hawao me

halke halke se tu yaad aaye

haule haule se dil gungunaaye

tu hi chahat, jo tu din na aaye

jale dil ka dariya

ho naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

jigariya, jale jigariya

jigariya, jale jigariya

naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

naina raat bhar jal jaye, jale dil ka dariya

Explore this song