Roman script

jidar ji me aaya udhar hum chale jidar ji me aaya udhar hum chale

hume duniya se kya vo mare ya jale vo mare ya jale

jinki kismat me aish likha hai aish karte hai aur jite hai

aah bharna hai jinki kismat me aah bharte hai aaj khushi se

jindagi kya hai ek hungama ek hungama roj ho jaye

to kahe bahar kya jina jindagi bahar ho jaye

hume duniya se kya vo mare ya jale vo mare ya jale

hume duniya se kya vo mare ya jale vo mare ya jale

aadami ki nahi hai duniya ki dekh le jis kadar najare hai

jindagi naam baharo ka hum baharo ka ras nichodenge

jindagi ek baar milti hai jidar ji me aaya

jidar ji me aaya udar hum chale

hume duniya se kya vo mare ya jale vo mare ya jale

hume duniya se kya vo mare ya jale vo mare ya jale

jindagi teri ek halchal hai rasm hai saaj hai tarana hai

ek jagah par payam kya karna har chaman tera aasiyana hai

ek pal girna sikhne me bite muskurata ja geet gata ja

aur duniya jo raah me aaye ek thokar use lagata ja

jidar ji me aaya jidar ji me aaya udar hum chale

hume duniya se kya vo mare ya jale vo mare ya jale

hume duniya se kya vo mare ya jale vo mare ya jale

Explore this song