Roman script

bedardi dagabaj jhutha jhutha

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

ham hi nadan the jo itna intzar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

jhuthe sang pyar kiya jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

kab se khadi hu mai to aas lagaye

kab se khadi hu mai to aas lagaye

hare bhare rashto par aas lagaye

bada bekar kiya jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

tumse hi pyar kiya kisi se kya wasta

tumse hi pyar kiya kisi se kya wasta

mera tumhara dilbar ek hi rashta

tumko gum har kiya jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

nahi manugi badi jiddi hu chahe hath jodo chahe paw pado

nahi manugi badi jiddi hu chahe hath jodo chahe paw pado

tum bade waise ho apni kasam pathar ho

kali ghataye dekho parwat se pyar kare

kali ghataye dekho parwat se pyar kare

ye to sitam dekho hum intzar kiya sab kuch nisar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

tauba karo kan pakdo tauba karo kan pakdo

fir kabhi aisa na karoge wada karoge to pura karoge

acha baba tum jo kahogi wo karunga

chalo maf kiya dil saf kiya aaj ikrar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

ham hi nadan the jo itna intzar kiya

jhuthe sang pyar kiya wade ka etbar kiya

Explore this song