Roman script

pyaar pyaar pyaar ye pyaar

maine to kaha sau baar sanam tum bhi to kabhi izahaar karo

jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi 

mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo 

mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

ik dard sa dil me rehta hai ik baar ye haalat hoti hai

maine to suna hai duniya me ik baar muhabbat hoti hai

maine to tumhe apna maana tum bhi to kabhi ikraar karo

jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi 

mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo 

mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

pyaar pyaar pyaar ye pyaar

bechain kiya tune mujhko din raat mai aahe bharati hu

kisi aur ki na chaahat mujhko dilabar mai tujhpe marti hu

maine to haami bhar li hai tum chaaho to inkaar karo

jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi 

mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo 

mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

pyaar pyaar pyaar ye pyaar

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song