Roman script

jhumo tum nacho mai gata hu

jhumo tum nacho mai gata hu

sabko ek kahani mai sunata hu

ek tara tha bada pyara tha bada nyara tha

papa papa papa 

kali kali rato me jab wo chamakta tha

aasma ki pariyo ka bhi dil dhadkata tha

kali kali rato me jab wo chamakta tha

aasma ki pariyo ka bhi dil dhadkata tha

sitare najare sab usse jalte the mai batata hu

ek tara tha bada pyara tha bada nyara tha

maine usse pucha tum kya kam karte ho

jagmag jagmag tim tim subah sham karte ho

maine usse pucha tum kya kam karte ho

jagmag jagmag tim tim subah sham karte ho

to dola wo bola tumko mithe sapne mai dikhata hu

ek tara tha bada pyara tha bada nyara tha

fir kya hua bolo na aage kya hua bolo na

rota sabko chhod gaya wo sabse ruth ke

jane kaha gir gaya ambar se tut ke

rota sabko chhod gaya wo sabse ruth ke

jane kaha gir gaya ambar se tut ke

na jana diwana uski yad me aasu mai bahata hu

ek tara tha bada pyara tha ek tara tha bada pyara tha

ek tara tha bada pyara tha ek tara tha bada pyara tha

ek tara tha bada pyara tha ek tara tha bada pyara tha

Explore this song