Roman script
jhumo re jhumne ke din aaye phulo ko chumne ke din aaye zindagi ke maze le le le lo jhumo re jhumne ke din aaye phulo ko chumne ke din aaye zindagi ke maze le le le lo duniya kare thitoli duniya ko maro goli hum masto ki toli kaliyo se bhare jholi bole gitpit boli aaye hai gajab goli kha duniya kare thitoli duniya ko maro goli hum masto ki toli kaliyo se bhare jholi bole gitpit boli aaye hai gajab goli kha are jhumne ke din aaye phulo ko chumne ke din aaye zindagi ke maze le le le lo dariya uchhala mare, jhatke tode kinara din me dikhaye tare kabhi na jawani hare mare ya kisi ko mare isi ke sahare pyare aa dariya uchhala mare, jhatke tode kinara din me dikhaye tare kabhi na jawani hare mare ya kisi ko mare isi ke sahare pyare aa jhumo re jhumne ke din aaye phulo ko chumne ke din aaye zindagi ke maze le le le lo ankhiya phadak gayi bijli kadak gayi dharti dhadak gayi duniya bhadak gayi khopadi tadak gayi ulti sadak gayi ha ankhiya phadak gayi bijli kadak gayi dharti dhadak gayi duniya bhadak gayi khopadi tadak gayi ulti sadak gayi ha jhumo re jhumne ke din aaye phulo ko chumne ke din aaye zindagi ke maze le le le lo
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Singer: Geeta Dutt
- Film / album: Fashionable Wife (1959)
- Composer: Suresh Talwar
- Lyricist: Bharat Vyas
- Actor: Jaymala
- Actor: Abhi Bhattacharya
- Actor: Radha Kishan
- Actor: Anoop Kumar
Song video
singer: Mahendra Kapoor, Geeta Dutt