Roman script

jhumka liya bareli se, pehni main lucknow aake

is jhumke se dhum machai maine dilli jaake

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

badnaam ho gaya ji badnaam ho gaya

jhumka liya bareli se, pehni main lucknow aake

is jhumke se dhum machai maine dilli jaake

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

jhumka liya bareli se

payaliya maine chhankaayi jab apni masti me

honda wale pagal ho gaye, aag lagi basti me

aag lagi basti me raani, aag lagi basti me

piche pad gaye banarasi, munh me paan daba ke

piche pad gaye banarasi, munh me paan daba ke

is jhumke se dhum machai maine dilli jaake

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

gaazipur ki nathiya meri, bou ka dupatta

aajamgadh me raifal chal jaaye, gorakhpur me katta

gorakhpur me katta raani, gorakhpur me katta

pee gaye mere bhatte se desi khub daba ke

pee gaye mere bhatte se desi khub daba ke

is jhumke se dhum machai maine dilli jaake

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

o tera jhumka o tera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

merath ke hai chaudhary ji aur aligadh ke lala

pratapgadh ita ke thakur, mathura ke gwala

mathura ke gwala, ha ha mathura ke gwala

allahabad ke pandey ji, mar gaye gas kha ke

is jhumke se dhum machai tune dilli jaake

o tera jhumka o tera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

o tera jhumka o tera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

jhumka liya bareli se, pehni main lucknow aake

is jhumke se dhum machai maine dilli jaake

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

o mera jhumka o mera thumka

badnaam ho gaya, badnaam ho gaya

o badnaam ho gaya, o badnaam ho gaya

Explore this song