Roman script

kisne bhige huye baalo se ye jhatka pani
jhum kar aayi ghata, tut ke barsa pani 
tut ke barsa pani
kisne bhige huye baalo se ye jhatka pani
jhum kar aayi ghata, tut ke barsa pani 
tut ke barsa pani
ro liya phut ke, seene mein jalan ab kyu ho 
ro liya phut ke, seene mein jalan ab kyu ho
ro liya phut ke, seene mein jalan ab kyu ho
aag pighla ke nikala hai ye jalta pani 
aag pighla ke nikala hai ye jalta pani
kisne bhige huye balo se ye jhatka pani
jhum kar aayi ghata, tut ke barsa pani 
tut ke barsa pani
koi matwali ghata thi, ke jawani ki umang 
koi matwali ghata thi, ke jawani ki umang
koi matwali ghata thi, ke jawani ki umang
jee baha le gaya barsat ka pehla pani 
jee baha le gaya barsat ka pehla pani
kisne bhige huye balo se ye jhatka pani
jhum kar aayi ghata, tut ke barsa pani 
tut ke barsa paani
ye pasina wahi aansu hai, jo pee jate the tum 
ye pasina wahi aansu hai, jo pee jate the tum
ye pasina wahi aansu hai, jo pee jate the tum
aarju lo wo khula bhed wo phuta pani 
aarju lo wo khula bhed wo phuta pani
kisne bhige huye balo se ye jhatka pani
jhum kar aayi ghata, tit ke barsa pani
jhum kar aayi ghata, tut ke barsa pani
tut ke barsa pani

Song details