Roman script

jhum jhum kar chali akeli, aaj na jaane kaha naveli

mast najar sharmaaye

ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye

mastaani hai chaal, gulaabi gaal, umariya baali

ghunghar vaale baal sunhari jaal, najriya matvaali

dur dur se jhalak dikhaye, sanvariya jab paas bulaye

chham chham badhti jaaye

ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye

jhum jhum kar chali akeli, aaj na jaane kaha naveli

mast najar sharmaaye

ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye

albeli magarur, nashe me chur chali laharaati

dekho karti maan chalati ban, hai dil ko tadpaati

aag laga kar aankh churaaye, sanvariya jab paas bulaye

chham chham badhati jaaye

ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye

jhum jhum kar chali akeli, aaj na jaane kaha naveli

mast najar sharmaaye

ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye

Explore this song