Roman script

jhuki aai re badariya sawan ki

jhuki aai re badariya sawan ki, sawan ki

sawan ki manbhawan ki, sawan ki manbhawan ki

jhuki aai re badariya sawan ki, jhuki aai re badariya 

nanhi nanhi bundiya mehra barse, pi pi papiha raj kare

ali jaye kaho piya aawan ki

jhuki aai re badariya sawan ki, jhuki aai re badariya 

sun re hathi papiha papi, pi ko nam na le

sun pave koi biraha ki mari, pi karan kije

ye dou naina kaho na mane

nadiya bahe jaise sawan ki, koi jaye kaho piya aawan ki

jhuki aai re badariya sawan ki, jhuki aai re badariya 

sawan ki manbhawan ki, sawan ki manbhawan ki

jhuki aai re badariya sawan ki, jhuki aai re badariya

Explore this song