Roman script

jo bolu mein jhootha sahi

jo maana mein jhootha sahi

jo bolu mein bura sahi

jo maana mein bura sahi

dil maine toda

jhooth maine bola thoda

kaun sa gunaah kiya

ki jo tu aansoon bahaye

ya baatein banaye

mein bolunga jaane jaaa

kahani sach ho ya ho jhoothi yaad aati hai

kabhi kabhi mujhe thodi si

teri bhi yaad aati hai

yaad aati hai 

jo bolu mai roya nahi

tujhe kho ke khudh khoya nahi

tere aansoon o ke jaal mein

maine khudh ko khoya nahin

wo saare waade, jhoote irade

tune pure nahi kiye 

jhoote aansoon baha ke

ab sab ko bata ke, tu haari pyaar mein

kahani sach ho ya ho jhooti yaad aati hai

kabhi kabhi mujhe thodi si

teri bhi yaad aati hai

yaad aati hai 

kahani sach ho ya ho jhooti yaad aati hai

kabhi kabhi mujhe thodi si

teri bhi yaad aati hai

yaad aati hai 

yaad aati hai yaad aati hai

yaad aati hai yaad aati hai

yaad aati hai yaad aati hai

yaad aati hai yaad aati hai yaad aati hai

Explore this song