Roman script

hum yaadon ke sang jee gaye

gum aansoon sabhi pee gaye

hum yaadon ke sang jee gaye

gum aansoon sabhi ho pee gaye

haan jee gaye gum seh gaye

haan jee gaye jee gaye

jeevan mein hai ye kaisi kami

tere bin mere din kat te nahin

mere pyaar ki tune kadar to na ki

par gila aap se koi nahin

gila nahin gila nahin

gila nahin gila nahin

hum yaadon ke sang jee gaye

naadan dil ko bhi samjha liya

muskurahat mein har gum chupa liya

ye hi dard hai ki mai samajh na saka

raeth par hum tum yuhi kyun chalte rahe

ha raeth par chalte rahe

haan raeth par 

reth par reth par

hum yaadon ke sang jee gaye

gum aansoon sabhi pee gaye

Explore this song